Monday, June 10, 2019

Filled Under:

1000 Saal Baad Kya Insan Dikhenge Aise?



Hello everyone aaj main aapko bataounga ek baat isse yeh puri duniya anjan hai, hum evalution ki bat karenge, Evalution ka matlab Development, ya Upgrade hona, jesa mana gaya hai pehele ke zamane main insan bandar hua karte the aur isme koi shak nhi hai, dekha jai toh hum insan bandro se hi evaluate huye hai, but Ab 2019 main aapko kya lagta hai yeh evaluation rok gaya hai nahi dosto yeh ruka nhi, bass yeh toh abhi shuruat hai, abhi toh insan aur evaluate hoga.
Hume yeh toh pata hai insan ka evaluation hoga par kya yeh malum hai ki hum kese dikhne lagege, aaj ki new era ki technology ke sath agar humara evaluation hua toh?
USA ke Viggyaniko ne dekh ki humare purwajo ke skeleton aur aaj ke skeleton main fark, jisse yeh result samne aai ki,


Pehele ke Skeleton ke sir ki piche ki haddi chhoti thi aur aage ka mu bada tha kiu ki uss skeleton ke samain main kachha khane ko  khaya jata tha,  Aur aaj 2019 ke skeleton maim sir ke piche ki haddi badi ho gai hai pehele ke skeleton ke mukable kiu ki insan sadio se aapna dimag istamal kiya jaa raha hai, aur backbone ka straight hona kiu ki insan pehele se sidha chalne ki koshish karta aaya hai, yeh sab chize sirf insano main hi nahi balki animals main bhi hai evalution hota hai jiske jage se animal, insect, species katam ya badti hai, hum andaza bhi nahi laga sakte ki 1000 saal baad kya insan aapne body par machine laga lega, jesa dekha jaa raha hai ki, Insan sirf aur Sirf machine par hi nirbhar reheta hain, ho sakta hai ki aane wale waqt main insan apne body parts main machine laga de,
Image result for human machine no copyright
aur Viggyaniko ne bhi mana hai ki jab pollution se humara ozone layer kharab ho jaiga toh sun ki U.V Rays humare skin ko lage gi jiski waje se humari body patli ho jaigi aur ho sakta hai ki grey color ki bhi ho jai, Aur jis traha insan aapne dimag ka use karta rahe ga toh aane wale time main uski sir k haddi aur badi ho sakti hai, jese ki hum ek alien jese ho sakte hai, yeh sunne main shayad hi atpata sa lage par sachhai toh sachhai hi hai aur use koi nahi badal sakta,
agar humara sir ki haddi badi ho gai toh future main hightech computers, Hightech technology hogi jisse ki humara 1 saal ka kaam 5 min main ho jai, pat mujhe lagta hai ki insan aapne ant ki aur tak bhi chala jaiga agar usne nature ko nhi bachaya hume apnne green planet ka khayal rakhna chahiye humne 1 saal main 10 tree toh zarur lagani chahiye

0 comments:

Post a Comment